Friday, October 20, 2006

Deepawali ki shubhkamnayen un sabhi ko :)!

jaane kyon aaj dil kar raha hai
ki is shubh avsar mein
un sabhi ko yaad karoon

un sabhi ko
...jinke liye mere paas kabhi sahi shabd nahin honge
...jinko jitna kaha jaye kam hai

un sabhi ko...

deepawali ki hardik subhkamnayen!!!

No comments: